Use APKPure App
Get Islam Kya Hai old version APK for Android
مذہب اسلام کا نام اسلام اس لیے رکھا گیا کہ اس کی بنیادخدا کی اطاعت پر ہے
اسلام کے معنی اطاعت کے ہیں۔ مذہب اسلام کا نام اسلام اس لیے رکھا گیا کہ اس کی بنیادخدا کی اطاعت پر ہے ۔ اسلام والا وہ ہے جو اپنی سوچ کو خدا کے تابع کر لے۔ جواپنے معاملات کو خدا کی تابع داری میں چلانے لگے۔ اسلام پوری کائنات کا دین ہے, کیوں کہ ساری اس ائنات اور اس کے تمام اجزا یہی کائناتی رو یہ انسان سے بھی مطلوب ہے۔ انسان کو بھی اسی طرح خدا کا بن بسر کر نا ہے بسر کر نا ہے بسر کر ئنات مکمل طر طنات مکمل طر طرح بسر طور پر خدا طور پر خدا کی فرماں بردار فرماں بردار بنی وئی ہے.
Islam Kya Hai en ourdou (Qu'est-ce que l'islam?) par Abul Ala Maududi livre à télécharger ou à lire gratuitement en ligne Urdu Booklet. La déclaration Islam implique une "Accommodation" ou une "Soumission" intentionnelle à la Volonté de Dieu. Il tire de la racine du mot "salam", la signification de la paix. L'islam est un style de vie caractéristique qui pousse à accorder une attention particulière à son association avec Dieu et sa création. L'islam montre que c'est en accomplissant de grandes actions et en recherchant la joie de Dieu que les âmes découvrent une satisfaction et une paix authentiques. C'est dans ce cadre que le dicton Islam tire de la racine du mot (Salam, ou paix).
Syed Abu Ali Maududi était une figure de travail géniale du XXe siècle. Il a occupé de nombreuses fonctions : commentateur coranique, biographe, érudit religieux, commentateur du système politique et économique islamique et de la civilisation islamique, fondateur et dirigeant d'un mouvement religieux et politique majeur sur le continent, journaliste bien connu, et haut -auteur de profil.
۞ Hadees-e-Nabawi : Islam Ye Hai Ki tum Shahadat (Gawahi) Do Ki Allah Ke Siwa koi Ibaadat ke Laaiq Nahi aur Muhammad (Sallallahu Alaihay Wasallam) Uss Ke (Allah Ke) Rasool hain, Namaaz Qaaim Karo, Zakaat Ada Karo, Ramazaan Ke Roze Rakho Aur Agar Hajje Baitullah Jaane Ka Maal Paas Me Hai Tou Hajj Karo.
– Musulman, Jild -1, Safa-27
Islam ke Farz Arqan 5 Hain: (5 Piliers de l'Islam)
(1) Kalma Padhna. (Shart) - (Doit pour tout le monde)
(2) Namaaz Padhna. (Farze Ain. Muqarrar Waqt Par Din Me 5 Baar.) (Pour tous)
(3) Roze Rakhna. (Farze Ain. Maahe Ramazaan Me.) – (Pour tout le monde)
(4) Zakat Dena. (Saahibe Nisaab Par. Maahe Ramzan Me.) - (Uniquement pour les personnes capables)
(5) Hadj Karna. (Saahibe Isteta'at Par. Maahe Zil Hijja Me.) - (Uniquement pour les personnes capables)
(1) Kalma :
Ye Shahaadat (Gawahi) Dena ke Allah Ta'ala ke Siwa koi Ibaadat ke Laaiq nahi aur Muhammad (Sallallahu Alaihay Wasallam) Allah ke Rasool hain.
۞ Al-Quran: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞
❝ Pas Jaan lijiye ke Allah ke siwa koi Ma'abood nahi. [Sourate Al-Muhammad 47:19]
❝ Muhammad (Sallallahu Alaihay Wasallam) Allah ke Rasool Hain. [Sourate Al-Fath 48:29]
(2) Salât (Namaaz) :
Ba-Wuzu Qibla Roo Hokar Niyyat Karke Takbeere Tehrima Ke Baad Tarteeb Se Qayaam, Sana, Tilawate Sourate Al-Faatiha Aur Qir'at, Rooku', Qauma, Sujood, Jalsa, Qa'ada Aur Tashh-Hud Duroode Ibraheem Aur Dua-e -Mashura Ke Baad Salaam Karna.
Al Quran
"Beshak Namaz Mo'mino par Muqarrar Waqt ke Hisaab se Farz hai." [Sourate An-Nisa 4:103]
(3) Sawm (Roza):
Allah Ta'ala Ki Ibadat Ke Liye Niyat Ke Saath Khud Ko Sub-H Saadiq Se Lekar Guroobe Aaftab Tak Khaane Peene Aur Jima'a (Sohbat) Se Roke Rakhna.
Al Quran
"Aye emaan walo ! Tum par Roze Farz kiye gaye, Jaise Aglo par Farz hue they ke kahin tumhe parhezgari mile. Ginti ke Din. [Al-Baqarah 183, 184]
(4) Zakat :
Allah ke liye Apne Maal ka Utna Hissa Jo Shara'a me Muqarrar kiya gaya hai Musalman faqeer (Haajatmand) ko de kar Usey uss Maal ka Maalik bana dena.
Al Quran
Aye Emaan Walo ! Jo Kuchh Hum (Allah) ne Tumhe ata kiya hai Uss me se (Allah Ki Raah me Nek Kaam me) Kharch Karo. [Al-Baqra 2:254]
(5) Hajj :
Allah Ta'ala ki Ibadat ke Liye Ehram ke Saath Niyat Karke Zil Hijja ke 5 Din me Ya'ni 8we Chand se 12we Din Tak Mina Me Qayaam Karke Musalsal Muqarrar Din Ko Muqarrar Waqt Par Muqarrar Maqaam Par Tarteeb Ke Saath Muqarrar Arqan Ya'ni Wuqoofe Arafa, Wuqoofe Muzdalifa, Rami-e-Jimaar, Qurbani, Halaq Ya Takseer, Tawaafe Ziyarat aur Mabeet (Wuqoofe Mina) Ada Karna.
Telechargé par
王远强
Nécessite Android
Android 4.4+
Catégories
Signaler
Last updated on Dec 30, 2022
Minor bug fixes and improvements. Install or update to the newest version to check it out!
Islam Kya Hai
اسلام کیا ہے1.0 by Pak Appz
Dec 30, 2022